Saturday, January 14, 2012

duniya main tabahi ki exact bhavishyawaani

jo mujhe sari bhavishyawaani batate hai wo swayam narayan hai unhone mujhe aadesh de rakhe hai ki iss duniya ko hone waali mahapralay se bachao uska saara rasta bhi iss dharti par sirf mere paas hai unhone iss mission ka naam mr.india diya hai aur kaha hai ki poori duniya par tiranga lehrana hai tabhi mahapralay rukegi.jab maine unse poocha tha ki 21.12.2012 ko kya hoga to unka uttar tha ki iss din to kuch nahi hoga par iske theek chaar mahine baad dekhna kya hota hai iska seedha seedha matlab ye hai ki 21.12.2012 ke theek chaar mahine baad yaani ki 2013 main mahapralay ho sakti hai................. saavdhaan agar ko hindustaan ka baaba challenge karega to use munh ki khaani padegi kyonki mera janam inn dhongiyon ke dhong ke khaatmain ke liye hi hua hai

No comments: