friends i have seen some war on 2nd jan 2013 everything is dark and voice comes out from the army soldiers " maaro maaro" and this sound comes from everywhere it means either world war will happen near 2nd jan 2013 or their may be some war between some countries near 2nd jan 2013 but i have seen this date lets see what will happen near 2nd jan 2013
Wednesday, June 13, 2012
India will see big news about rani mukherjee on 30th october 2012
i have seen three days back something about rani mukherjee.on 30th october 2012 i have seen her marriage their are two meaning of this prediction either rani mukherjee will marry on 30th october 2012 or some mishappening will happen with her i pray to god no mishappening will happen with this great actress so we will see great news about her marriage but whole india will see this exact date coming soon..................
Monday, February 20, 2012
sachin tendulkar par aane waali hai ek badi news
sachin tendulkar par aane waali hai bahut badi news jo sachin kee jeevan main aajtak ki sabse badi news hogi ho sakta hai sachin ko koi yuvraaj jaisi badi bimari ho ya phir ho sakta hai sachin retirement le le ya unka sauva satak poora ho jaaye ye to poori tarah se confirm nahi hai ki kya hone waal hai par itna jaroor maaloom hai ki bahut badi news aayegi ye humko aliens message ke duara batate hai pehle hum sochte thae ki ye sab shri hari bata rahe hai par ab maaloom ho gaya hai ki aliens akaash se ye saare sandesh hum tak pahunchate hai aur hum sirf itna hi sun paaye ki sachin... badi news....
Friday, February 3, 2012
SHOCKING NEWS- HILL JAAYEGA BOLLYWOOD
bollywood par chahaingain maayusi ke baadal . india ki aankho main honge aansoo kyonki hilne waala hai bollywood hone waala hai ek bada haadsa khud shri hari ne bataya hai ki humaarae aur aapke chahete superstar salmaan khan ke saath hone waali hai bahut badi anhonee hum shri hari se prathna karenge ki humaare loving superstar ko kuch na ho
The burning train- coming soon
bahut jaldi india main kisi train main aag lagne waali hai aisa humain shri hari ne bataya hai. aur hum shri hari se prathana karenge ki ismain jyaada jaano maal ka nuksaan na ho
Saturday, January 14, 2012
kuch aisa jo nasa ke niyantran se bahar ho jaayega
dharti ki taraf kuch aisa badh raha hai jo tabahi macha sakta hai aur nasa ke niyantran se bhi bahar ho jaayega ye ghatna 20th january se lekar 20th feb ke beech ghatne waali hai
big breaking uttarakhand election prediction
uttarakhand main lehraayega congress ka parcham.congress will back again aur agle C.M. ka naam "N" akshar se shuru ho sakta hai may be narayan dutt tiwariji aur somebody named narendra i dont know sabse pehle congress ke satta main aane ke baad jo naam select kiya jaayega wo "N" akshar se hoga baad main ye "N" naam ka wyakti kisi aur ko samarthan de sakta hai
duniya main tabahi ki exact bhavishyawaani
jo mujhe sari bhavishyawaani batate hai wo swayam narayan hai unhone mujhe aadesh de rakhe hai ki iss duniya ko hone waali mahapralay se bachao uska saara rasta bhi iss dharti par sirf mere paas hai unhone iss mission ka naam mr.india diya hai aur kaha hai ki poori duniya par tiranga lehrana hai tabhi mahapralay rukegi.jab maine unse poocha tha ki 21.12.2012 ko kya hoga to unka uttar tha ki iss din to kuch nahi hoga par iske theek chaar mahine baad dekhna kya hota hai iska seedha seedha matlab ye hai ki 21.12.2012 ke theek chaar mahine baad yaani ki 2013 main mahapralay ho sakti hai................. saavdhaan agar ko hindustaan ka baaba challenge karega to use munh ki khaani padegi kyonki mera janam inn dhongiyon ke dhong ke khaatmain ke liye hi hua hai
Subscribe to:
Posts (Atom)