sachin tendulkar par aane waali hai bahut badi news jo sachin kee jeevan main aajtak ki sabse badi news hogi ho sakta hai sachin ko koi yuvraaj jaisi badi bimari ho ya phir ho sakta hai sachin retirement le le ya unka sauva satak poora ho jaaye ye to poori tarah se confirm nahi hai ki kya hone waal hai par itna jaroor maaloom hai ki bahut badi news aayegi ye humko aliens message ke duara batate hai pehle hum sochte thae ki ye sab shri hari bata rahe hai par ab maaloom ho gaya hai ki aliens akaash se ye saare sandesh hum tak pahunchate hai aur hum sirf itna hi sun paaye ki sachin... badi news....
Monday, February 20, 2012
Friday, February 3, 2012
SHOCKING NEWS- HILL JAAYEGA BOLLYWOOD
bollywood par chahaingain maayusi ke baadal . india ki aankho main honge aansoo kyonki hilne waala hai bollywood hone waala hai ek bada haadsa khud shri hari ne bataya hai ki humaarae aur aapke chahete superstar salmaan khan ke saath hone waali hai bahut badi anhonee hum shri hari se prathna karenge ki humaare loving superstar ko kuch na ho
The burning train- coming soon
bahut jaldi india main kisi train main aag lagne waali hai aisa humain shri hari ne bataya hai. aur hum shri hari se prathana karenge ki ismain jyaada jaano maal ka nuksaan na ho
Subscribe to:
Posts (Atom)